2009-12-26

Wa wa Arz kiya hai Must Read

 

Arz kiya hai.........
Office may Kaam hota hain...
Galtiyon ka sama hota hai....
wah...wah...
Office may Kaam hote hain....
Galtiyon ka sama hota hai....

Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai....
wah..wah..
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai.... J J J ....

Employee's reply...
Arz kiya hai.........
Appraisal hote hain...
Disappointment ka sama hota hai...
Aise mausam mein hi to Attrition jawan hota hai....
Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte...
Ye fasana to resignation se bayan hota hai.... (Wah wah ... wah wah ... wah wah ....)

 




Ankit
www.gettingmoneywise.com

Posted via email from ANKIT's posterous

No comments:

Welcome To Online Treasure where we share the best from the Internet!!